Pandrive Main Se Shortcut Virus Kaise Nikalein
How to Remove Shortcut Virus From Pendrive or Flash Drive 100% Working Method.
Aaj Mere Ek Dost Ne Poochha Tha Ki Pendrive Mein Se ShortCut Virus
Kaise Nikalein ???? Usi Matter Padh Aaj Ki Hamari Trick Hai.... Lets Start 
Pendrive Mein Se ShortCut Virus Nikalne Ke 2 Method Hain...
                         
Method 1. CMD Command 
Windows Start Button par Click karein Aur CMD type karein
ab enter pr Click karein ab cmd Window open Ho Jaygi.
Ab Yahan Neechey Di Gayi Kisi Ek Command ko Type karna hai
ATTRIB -H -R -S /S /D F:*.*

Ya

ATTRIB F:*.* /D /S -H -R –S
ab F ki Jagah Affected Drive Ka Naam Enter Karein. 
Example :-  C, D, ya E, enter Karein. Aur  Enter Button Kardein


Method 2. – Software

Is trick Mein Hum, USEFIX Tool Use Karenge.

Sabse Pehle USBFIX Software Download Karein
Ab  USB Drive / External HDD Jisme Shortcut virus Ki Problem Ho Use Lo

ab USBFIX Software ko Run Karein.
Ab “Deletion” Option pr Click Karein. 
Ispar Click Karte Hi Virus Removal 
Process Start Ho Jayga....
Process Poora Hote Hi Computer Apne Restart Hoga. 
Bass... Ab Aapki Pendrive ShortCut Free Hai.......!!!!!




Post Achhi Lagi Ho So Please Share Karein... And Kuchh Smajh Nahi Aaye So Comment Karein - RK

Post a Comment

Kuchh Samajh Nahi Aaye Toh Comment Karein 1
If You Don't Understand Anything So You Can Ask Here ...!

 
Top